Parveen Shakir was one of the most popular poets of the Pakistan and Asian region. She had written lots of Shayari, poetry, ghazals, and books. Read the Best poetry, ghazal, and Shayari of Parveen Shakir below. Urdu Shayari and poetry are very popular in Asia including, India, Pakistan and other neighboring countries.

Parveen Shakir Poetry


کمالِ ضبط کو خود بھی آزماؤنگی
میں  اپنے ہاتھ سے اس کی دلہن سجاونگی
سپرد کر کے اسے چاندنی کے ہاتھوں میں
میں اپنے گھر کے اندھیروں  کو لوٹ آؤنگی

Kamaal-e Zabt Ko Khud Bhi  Aazmaungi
Mai Apne Haath Se Uss ki Dulhan Sajaaungi
Supurd Kar Ke Usse Chaandni Ke Haatho Me
Mai Apne Ghar Ke Andhero Ko Laut Aaungi


بدن کے قرب کو وہ بھی نہ سمجھ پاے گا
میں دل میں روئںگی آنکھوں سے مسکراؤنگی
وہ کیا گیا کہ رفاقت کے سارے لطف گئے
میں کس سے روٹھ سکوں گی کسے مناؤنگی

Badan Ke Qarb Ko Woh Bhi Naa Samajh Paayega
Mai Dil Me Roungi Aankho Se Muskuraaungi
Woh Kya Gaya Ki Rafaaqat Ke Saare Lutf Gaye
Mai Kis Se Rooth Sakungi Kisse Manaaungi

اب اس کا من تو کسی اور سے ہوا منسوب
میں کس کی نظم اکیلے میں گنگناؤگی
وہ ایک رشتہ ہے بے نام بھی نہیں لیکن
میں اب بھی اس کے اشاروں  پہ سر جھکاؤنگی

Ab Uss Ka Mann Toh Kisi Aur Se Hua Mansoob
Mai Kis Ki Nazam Akele Me Gungunaaungi
Woh Ek Rishta Hai Be naam Bhi Nahi Lekin
Mai Ab Bhi Uss Ke Ishaaro Pe Sar Jhukaungi


بچھا دیا تھا گلابوں کے ساتھ اپنا وجود
وہ سو کے اٹھے تو خوابوں  کی راکھ اٹھاؤنگی
جواب ڈھونڈرہا تھا نئ محبّت کا
وہ کہہ رہا تھا کہ میں اس کو بھول جاؤنگی
کمال ضبط کو خود بھی آزماونگی
میں اپنے ہاتھ سے اس کی دلہن سجاونگی 

Bichha Dtha Gulaabo Ke Saath Apna Wajood
Woh So Ke Uthe Toh Khwaabo Ki Raakh Uthaaungi
Jawaab Dhund Raha Tha Nayi Muhabbat Ka
Woh Keh Raha Tha Ki Mai Uss Ko Bhul Jaaungi
Kamaal Zabt Ko Toh Khud Bhi Toh Aazmaungi
Mai Apne Haath Se Uss Ki Dulhan Sajaungi

Maa Shayari In Urdu

Parveen Shakir Poetry in Urdu

بخت سے کوئی شکایت ہے نہ اخلاق سے
یہی کیا کم ہے کہ نسبت مجھے اس خاک سے ہے
خواب میں بھی تجھے بھولو تو روا رکھ مجھے
وہ رویہ جو ہوا کا خصو خاک سے ہے
بزمِ انجم میں قبا خاک کی پہنی میں نے
اور میری ساری فضیلت اسی پوشاک سے ہے

Bakht Se Koi Shikaayat Hai Naa Aflaak Se Hai
Yahi Kya Kam Hai Ki Nisbat Mujhe Iss Khaak Se Hai
Khwab Me Bhi Tujhe Bhulu Toh Rawa Rakh Mujhe
Woh Rawaiya Jo Hawa Ka Khaso Ka Khaak Se Hai
Bazme Anjum Me Qaba Khaak Ki Pehni Maine
Aur Meri Saari Fazeelat Issi Paushaak Se Hai


ہم نے بھی لوٹنے کا ارادہ نہیں کیا
اس نے بھی بھول جانے کا وعدہ نہیں کیا
دُکھ اوڑھتے نہیں کبھی بزمِ ترب میں ہم
ملبوسِ دل کو تن کا لبادہ نہیں دیا

Hum Ne Bhi Lautne Ka Iraada Nahi Kiya
Uss Ne Bhi Bhool Jaane Ka Wada Nahi Kiya
Dukh Odhte Nahi Kabhi Bazme Tarab Me Hum
Malboose Dil Ko Tann Ka Libaadah Nahi Diya


جو غم ملا ہے بوجھ اٹھایا ہے اس کا خود
سر زیر وارے ساگر بادہ نہیں کیا
قاری جہان میں ہمیں بھی بہت تھی سفر کی شام
اس نے بھی اِلتفات زیادہ نہیں کیا

Jo Gham Mila Hai Bojh Uthaya Uai Uss Ka Khud
Sar Zer Waare Saagar Baadah Nahi Kiya
Qaare Jahaan Hame Bhi Bahot Thi Safar Ki Shaam
Uss Ne Bhi Iltefaat Zyada Nahi Kiya



چلنے کا حوصلہ نہیں
رُکنا محال کر دیا
عشق کے اس سفر نے تو
مجھ کو نڈھال کر دیا

Chalne Ka Hausla Nahi
Rukna Muhaal Kar Diya
Ishq Ke Iss Safar Ne Toh
Mujh Ko Nidhaal Kar Diya




ملتے ہوئے دلوں کے بیچ
اور تھا فیصلہ کوئی
اس نے مگر بچھڑتے وقت
اور سوال کر دیا

Milte Hue Dilo Ki Bich
Aur Tha Faisla Koi
Uss Ne Magar Bichhadte Waqt
Aur Sawaal Kar Diya


اے میری گلزمین تجھے
چاہ تھی ایک کتاب کی
اہلِ کتاب نے مگر
کیا تیرا حال کر دیا

Ae Meri Gulzameen Tujhe
Chaah Thi Ek Kitaab Ki
Ahle Kitaab Ne Magar
Kya Tera Haal Kar Diya




اب کی ہوا کے ساتھ ہے
دامنِ یار منتظر
بانوئے شب کے ہاتھ میں
رکھنا سنبھال کر دیا

Ab Ki Hawa Ke Saath Hai
Daaman-e Yaar Muntazir
Baanuo Shab Ke Haath Me
Rakhna Sambhaal Kar Diya




ممکنہ فیصلوں میں
ایک ہجر کا فیصلہ بھی تھا
ہم نے تو ایک بات کی
اس نے تو کمال کر دیا

Mumkina Faislo Me
Ek Hijr Ka Faisla Bhi Tha
Hum Ne Toh Ek Baat Ki
Uss Ne Toh Kamaal Kar Diya

Parveen Shakir Sad Poetry

میرے لبوں پہ مہر تھی
پر میرے شاش روح نے تو
شہر کو میرا واقفِ حال کر دیا
چہرہ نام آج ایک ساتھ نہ یاد آ سکے
وقت نے کس شبیر کو خوابِ خیال کر دیا

Mere Labo Pe Muhar Thi
Par Mere Shaash-e Rooh Ne Toh
Shehar Ko Mera Waaqif-e Haal Kar Diya
Chehra Naam Aaj Ek Saath Naa Yaad Aa Sake
Waqt Ne Kis Shabeer Ko Khwaab-e  Khayaal Kar Diya


مدتوں بعد اس نے آج مجھ سے کوئی گِلہ کیا
منصبِ دل باری پہ کیا مجھ کو بحال کر دیا
چلنے کا حوصلا نہیں، رُکنا محال کر دیا
عشق کے اس سفر نے تو مجھ کو نڈھال کر دیا

Muddato Baat Uss Ne Aaj Mujh Se Koi Gilaah Kiya
Mansabe Dil Baari Pe Kya Mujh Ko Bahaal Kar Diya
Chalne Ka Hausla Nahi, Rukna Muhaal Kar Diya
Ishq Ke Iss Safar Ne Toh Mujh Ko Nidhaal Kar Diya

Sad Shayari in Urdu

Parveen Shakir nazm

تیری خوشبو کا پتہ کرتی ہے
مجھ پہ یہ احسان ہوا کرتی ہے
چوم کر پھول کو آہستہ
معجزہ باد صبا کرتی ہے

Teri Khushboo Ka Pata Karti Hai
Mujh Pe Ye Ehsaan Hawa Karti Hai
Choom Kar Phool Ko Aahista
Muajjaza Baade-e Saba Karti Hai




کہ ابر برسے روح عنایت اس کی
شاخ تو صرف دعا کرتی ہے
کہ دیکھنا یہ ہے
کہ یہ فاصلے بہار

Ki Abr Barse Toh Inaayat Uss Ki
Shaakh Toh Sirf Dua Karti Hai
Ki Dekhna Yeh Hai
Ki Yeh Faasle Bahaar




دل کو کیا رنگ عطا کرتی ہے
کہ ہم نے دیکھی ہے وہ اُجلی اشاعت
رات جب شعر کہا کرتی ہے
دل کو اس راہ پر چلنا ہی نہیں

Dil Ko Kya Rang Ata Karti Hai
Ki Hum Ne Dekhi Hai Woh Ujli Ishaa at
Raat Jab Sher Kaha Karti Hai
Dil Ko Uss Raah Par Chalna Hi Nahi




جو مجھے تجھ سے جدا کرتی ہے
زندگی میری تھی لیکن اب تو
تیرے کہنے میں رہا کرتی ہے
اس نے دیکھا ہی نہیں
ورنہ یہ آنکھ دل کا احوال کرتی ہے

Jo Mujhe Tujh Se Judaa Karti Hai
Zindagi Meri Thi Lekin Ab Toh
Tere Kehne Me Raha Karti Hai
Uss Ne Dekha Hi Nahi
Warna Yeh Aankh Dil Ka Ahwaal Kaha Karti Hai


بے نیازِ کافی دریا انگُشت
ریت پر نام لکھا کرتی ہے
دیکھ تو آن کے چہرہ میرا

Beniyaaze Kaafi Dariya Angusht
Ret Par Naam Likha Karti Hai
Dekh Toh Aan Ke Chehra Mera




ایک نظر بھی تیری کیا کرتی ہے
کہ شام پڑتے ہی کسی شخص کی یاد
کوچے جامِ صدا کرتی ہے

Ek Nazar Bhi Teri Kya Karti Hai
Ki Shaam Padte Hi Kisi Shakhs Ki Yaad
Kooch-e Jaam-e Sada Karti Hai




مسئلہ جب بھی چراغوں کا اٹھا
فیصلہ صرف ہوا کرتی ہے
تیری خوشبو کا پتہ کرتی ہے
مجھ پے یہ احسان ہوا کرتی ہے

Masla Jab Bhi Chirago Ka Utha
Faisla Sirf Hawa Karti Hai
Teri Khushboo Ka Pata Karti Hai
Mujh Pe Yeh Ehsaan Hawa Karti Hai

Urdu Sad Poetry by Parveen Shakir

کو بکو پھیل گئی
بات شناسائی کی
اس نے خوشبو کی طرح
میری پزیرائی کی

Ku Baku Fel Gayi
Baat Shanasaayi Ki
Uss Ne Khushboo Ki Tarah
Meri Pazeerai Ki


 وہ کہیں بھی لوٹا تو میرے پاس آیا
 یہی بات اچھی ہے میرے ہرجائی کی
کیسے کہہ دو کہ چھوڑ دیا ہے اس نے
بات تو سچ ہے مگر بات ہے رسوائی کی

Woh Kahi Bhi Lauta Toh Mere Paas Aaya
yahi Baat Hai Achhi Hai Mere Harjaai Ki
Kaise Keh Du Ki Mujhe Chhod Diya Hai Uss Ne
Baat Toh Sach Hai Magar Baat Hai Russwaai Ki



بادبان کھلنے سے پہلے کا اشارہ دیکھنا
میں سمندر دیکھتی ہو تم کنارہ دیکھنا
یوں بچھڑنا بھی بہت آسان تھا اس سے
مگر جاتے جاتے بھی اس کا موڑ کر دوبارہ دیکھنا

Baadbaan Khulne Se Pehle Ka Ishara Dekhna
Mai Samundar Dekhti Hu Tum Kinaarah Dekhna
Yu Bichhadna Bhi Bahot Aasaan Tha Uss Se
Magar Jaate Jaate Bhi Uss Ka Mud Kar Dubara Dekhna




کس شباھت کو لیے ہوئے آئے ہے دروازے پہ چاند
اے شبِ ہجر ذرا اپنا ستارہ دیکھنا
آئینے کی آنکھ ہی کچھ کم تھی میرے لیے
جانے اب کیا کیا دکھائےگا تمھارا دیکھنا

Kis Shabaahat Ko Liye Hue Aaya Hai Darwaaze Pe Chaand
Ae Shabe Hijr Zara Apna Sitaarah Dekhna
Aayene Ki Aankh Hi Kuch Kam Thi Mere Liye
Jaane Ab Kya Kya Dikhayega Tumhara Dekhna



کچھ فیصلہ تو ہو کہ اب کدھر جانا چاہیے
پانی کو اب تو سر سے گزر جانا چاہیے
نشتر بدر شہر سے چراگری کی لوں
اے زخمِ بے کسی تجھے بھر جانا چاہیے

Kuch Faisla Toh Ho Ki Kidhar Jaana Chaahiye
Paani Ko Ab Toh Sar Se Guzar Jaana Chaahiye
Nishtar Badar Shehar Se Charagari Ki Lau
Ae Zakhme Be Kasi Tujhe Bhar Jaana Chahiye




ہر بار ایڑھیوں پر گرا ہے میرا لہوں
مقتل میں اب بترزے دِگر جانا چاہیے
کیا چل سکے گے جن کا فقط مسئلہ یہ ہے
جانے سے رکھتے سفر جانا چاہیے

Har Baar Edhiyo Par Giraa Hai Mera Lahu
Maqtal Me Ab Batarze Digar Jaana Chaahiye
Kya Chal Sakenge Jin Ka Faqt Masla Yeh Hai
Jaane Se Rakhte Safar Jaana Chaahiye



جب بھی عذابِ درو بام تھا وہی
آخر کو کتنے دیر سے گھر جانا چاہیے
تہمت لگا کے ماں پہ جو دُشمن سے داد لے
ایسے سخن فروش کو مر جانا چاہیے

Jab Bhi Azaab-e Daro Baam Tha Wahi
Aakhir Ko Kitne Der Se Ghar Jaana Chaahiye
Tohmat Laga Ke Maa Pe Jo Dushman Se Daad Le
Aise Sukhn Farosh Ko Mar Jaana Chahiye

Poetry for Husband by Parveen Shakir

کبھی رک گئے کبھی چل دیے
کبھی چلتے چلتے بھٹک گئے
یونہی عمر ساری گزار دی
یونہی زندگی کے ستم سہے

Kabhi Ruk Gaye Kabhi Chal Diye
Kabhi Chalte Chalte Bhatak Gaye
Yunhi Umar Saari Guzaar Di
Yunhi Zindagi Ke Sitam Sahe




کبھی نیند میں کبھی ہوش میں
تو جہاں ملا تجھے دیکھ کر
نہ نظر ملی نہ زبان ملی
یونہی سر جھکا کے گزر گئے

Kabhi Neend Me Kabhi Hosh Me
Tu Jaha Mila Tujhe Dekh Kar
Naa Nazar Mili Naa Zubaan Mili
Yunhi Sar Jhukaa Ke Guzar Gaye




کبھی زلف پر کبھی چشم پر
کبھی تیرے حسین وجود پر
جو پسند تھا میری کتاب میں
وہی شعر سارے بکھر گئے

Kabhi Zulf Par Kabhi Chashm Par
Kabhi Tere Haseen Wajood Par
Jo Pasand The Meri Kitaab Me
Wahi Sher Saare Bikhar Gaye




مجھے یاد ہے کبھی ایک تھے
مگر آج ہم ہے جدا جدا
وہ جدا ہوئے تو سنور گئے
ہم جدا ہوئے تو بکھر گئے

Mujhe Yaad Hai Kabhi Ek The
Magar Aaj Hum Hai Judaa Judaa
Woh Juda Huye Toh Sanwar Gaye
Hum Juda Huye Toh Bikhar Gaye




کبھی عرش پر کبھی فرش پر
کبھی اُن کے در کبھی در بدر
غمِ عاشقی تیرا شکریہ
ہم کہاں کہاں سے گزر گئے

Kabhi Arsh Par Kabhi Farsh Par
Kabhi Unn Ke Dar Kabhi Dar Badar
Gham-e Aashiqui Tera Shukriya
Hum Kaha Kaha Se Guzar Gaye

Ramzan Mubarak Shayari

Poetry for husband in Urdu

            ساتھ وہ رہا میرے
چند روز محبّت کرنے کے لئے
با عزت لے گیا تھا گھر سے
بے عزت کرنے کے لیے

Sath Woh Raha Mere
Chand Roz Mohabbat Karne Ke Liye
Baa Izzat Le Gaya Tha Ghar Se
Be Izzat Karne Ke Liye




فرشتوں سا مزاج تھا اس شخص کا
مجھے ہی چُنا ہر بار نصیحت کرنے کے لیے
موت بھی رہی واقفِ حالات سے میرے
بس وہ نہ آیا کبھی عیادت کرنے کے لئے

Farishto Sa Mizaaj Tha Uss Shakhs Ka
Mujhe Hi Chuna Har Baar Naseehat Karne Ke Liye
Maut Bhi Rahi Waaqif-e Haalaat Se Mere
Bass Woh Na Aaya Kabhi Ayaadat Karne Ke Liye




اب سوچتی ہو تو ہنسی آتی ہے اس کے الفاظ پر
کہ میں ضروری ہو ایک گھر کو جنت کرنے کے لئے
ساتھ چھوڑنا اور دل توڑنا الگ باتیں ہے
خدا نے کب دی اجازت خیانت کرنے کے لیے

Ab Sochti Hu Toh Hansi Aati Hai Uss Ke Alfaaz Par
Ki Mai Zaroori Hu Ek Ghar Ko Jannat Karne Ke Liye
Saath Chhodna Aur Dil Todna Alag Baate Hai
Khuda Ne Kab Di Ijaazat Khayaanat Karne Ke Liye




"مجھے بھی لے ڈوبی یہ لالچ ثواب کی "پروین
کہ عشق بھی ضروری ہے عبادت کرنے کے لئے
             ساتھ وہ رہا میرے
چند روز محبّت کرنے کے لئے
با عزت لے گیا تھا گھر سے
بے عزت کرنے کے لیے

Mujhe Bhi Le Doobi Ye Laalach Sawaab Ki "Parveen"
Ki Ishq Bhi Zaroori Hai Ibaadat Karne Ke Liye
Sath Woh Raha Mere
Chand Roz Mohabbat Karne Ke Liye
Baa Izzat Le Gaya Tha Ghar Se
Be Izzat Karne Ke Liye