Ahmad Faraz Was one of the best of the best poet of the Urdu language. He was famous for his Poetry "Suna hai log" that was purely written on the Emotional attachment for lovers. Faraz Has written a lot of Poetry, Shayari, Ghazal, Quotes, and Nazm in Urdu, Some of his most Famous Writings are we have provided to you below.
Ahmad Faraz Shayari |
Best of Ahmad Faraz Shayari, Poetry, Ghazal, Nazm, And Quotes
Ahmad faraz shayari 2 lines
سُنا ہے لوگ اس
کو آنکھ بھر کے
دیکھتے ہیں
تو اس کے شهر
میں کوئی دن ٹھہر
کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Log Usse Aankh Bhar Ke Dekhte Hai
Toh Uss Ke Shehar Me Koi Din Thehar Ke Dekhte Hai
سُنا ہے ربط ہے
اس کو خراب حالوں
سے
تو اپنے آپ کو
برباد کر کے دیکھتے
ہیں
Suna Hai Rabt Hai Uss Ko Kharab Haalo Se
Toh Apne Aap Ko Barbaad Kar Ke Dekhte Hai
سُنا ہے درد کی
گاہ ہے چشمِ ناز
اس کی
تو ہم بھی اس
کی گلی سے گزر
کر دیکھتے ہیں
Suna Hai Dard Ki Gaah Hai Chashme Naaz Uss Ki
Toh Hum Bhi Uss Ki Gali Se Guzar Ke Dekhte Hai
سُنا ہے اُس کو
بھی ہے شعر و
شاعری کا شگف
تو ہم بھی بول
کے اپنے ہنر کو
دیکھتے ہیں
Suna Hai Uss Ko Bhi Hai Sher o Shayari Ki Shagaf
Toh Hum Bhi Bol Ke Apne Hunar Ko Dekhte Hai
سُنا ہے وہ بولے
تو باتوں سے پھول
جھڑتے ہیں
یہ بات ہے تو
چلو بات کر کے
دیکھتے ہیں
Suna Hai Woh Bole Toh
Baato Se Phool Jhadte Hai
Yeh Baat Hai Toh Chalo Baat Kar Ke Dekhte Hai
Ahmad Faraz Sher
Ahmad Faraz's Oe of the most popular Sher is "Ahmad Faraz poetry Suna hai log". We have presented you the one of the famous poetry of Ahmad Faraz below which will mesmerize your day with his words.
ستارے بام فلک سے
اتر کے دیکھتے ہے
سُنا ہے دن میں
اسے تتلیاں ستاتی ہے
سُنا ہے رات کو
جُگنو ٹھہر کے دیکھتے
ہے
Suna Hai Raat Me Usse Chaand Takta Rehta Hai
Sitaare Baame-e Falak Se Utar Ke Dekhte Hai
Suna Hai Din Me Usse Titliya Sataati Hai
Sona Hai Raat Ko Jugnu Thehar Ke Dekhte Hai
سُنا ہے حشت ہے
اُس کی غزال سے
آنکھیں
سُنا ہے ہرن اس
کو گشت بھر کے
دیکھتے ہیں
سُنا ہے اُس کی
سیاہ چشمگی قیامت ہے
تو اس کو سرما
فروش آنکھ بھر کے
دیکھتے ہیں
Suna Hai Hasht Hai Uss Ki Ghazaal Si Aankhe
Spna Hai Hiran Uss Ko Gasht Bhar Ke Dekhte Hai
Suna Hai Uss Ki Sayyah Chashmgi Qayaamat Hai
Toh Uss Ko Surma Farosh Aankh Bhar Ke Dekhte Hai
سُنا ہے اُس کے
لبوں سے گلاب جلتے
ہیں
تو ہم پہاڑ پہ الزام دھر کے دیکھتے
ہیں
Suna Hai Uss Ke Labo Se Gulaab Jalte Hai
Toh Hum Pahaad Pe Ilzaam Dharr Ke Dekhte Hai
سُنا ہے اُس کے
بدن کی تراش ایسی
ہے
کہ پھول اپنی قبائے
قطر کے دیکھتے ہیں
بس ایک نگاہ میں
لوٹتا ہے قافلہ دل
کا
تو رہنمائے تمنّا بھی
کر کے دیکھتے ہیں
Suna Hai Uss Ke Badan Ki Taraash Aisi Hai
Ki Phool Apni Qabaaye Qatar Ke Dekhte Hai
Bass Ek Nigaah Me Loot Ta Hai Qaafila Dil Ka
Toh Rehnamaye Tamanna Bhi Kar Ke Dekhte Hai
سُنا ہے اُس کی
شبستاؤ سے متصل ہے
بہشت
مکی اُدھر کے بھی
جل کے اِدھر دیکھتے
ہے
Suna Hai Uss Ki Shabistaao Se Muttasil Hai Bahisht
Maki Udhar Ke Bhi Jal Ke Idhar Dekhte Hai
کسے نصیب کہ بے
پیرہن اسے دیکھے
کبھی کبھی دھرودیوا ر
گھر کے دیکھتے ہے
Kise Naseeb Ke Be Perehan Usse Dekhe
Kabhi Kabhi Dharodeewar Ghar Ke Dekhte Hai
رکے تو گردشِ اس
کہ طواف کرتی ہے
چلے تو زمانے ٹھہر
کے دیکھتے ہیں
Ruke Toh Gardishe Uss Ka Tawaaf Karti Hai
Chale Toh Uss Ko Zamane Thehar Ke Dekhte Hai
Ahmad Faraz Ghazals
اگر یہ خواب ہے
تو تعبیر کر کے
دیکھتے ہیں
اب اس کے شہر
میں ٹھہرے کہ کچھ
کر جائے
فراز آؤ ستارے سفر
کے دیکھتے ہے
Kahaaniya Hi Sahi Sab Mubaalghe Hi Sahi
Agar Ye Khwaab Hai Toh Ta-beer Kar Ke Dekhte Hai
Ab Uss Ke Shehar Me Thehre Ki Kuch Kar Jaaye
Faraz Aao Sitaare Safar Ke Dekhte Hai
سلسلے توڑ گیا وہ
سبھی جاتے جاتے
ورنہ اتنے تو مراسب
تھے کہ آتے جاتے
شکوے ظلم سے شب
سے تو کہیں بہتر
تھا
اپنے حصے کی کوئی
شمع جلاتے جاتے
Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate
Warna Itne Toh Maraasib The Ki Aate Jaate
Shikwa-e Zulm Se Shab Se Toh Kahi Behtar Tha
Apne Hisse Ki Koi Shama Jalate Jaate
کتنا حسین تھا تیرے
ہجر میں مرنا جاناں
پھر بھی ایک عمر
لگی جان سے جاتے
جاتے
جشنِ مقتل بھی نہ
برپاہ ہوا ورنہ ہم
بھی
ہے وجہ اولا ہی
صحیح ناچتے گاتے جاتے
Kitna Aasaan Tha Tere Hijr Me Marna Jaanna
Fir Bhi Ek Umr Lagi Jaan Se Jaate Jaate
Jashn-e Maqtal Bhi Naa Barpaah Hua Warna Hum Bhi
Be Wajah Aula Hi Sahi Naachte Gaate Jaate
Ahmad Faraz Nazm
تم فراز اپنی طرف
سے تو نبھاتے جاتے
سلسلے توڑ گیا وہ
بھی جاتے جاتے
ورنہ اتنے تو مراسب
تھے کہ آتے جاتے
Uss Ki Woh Jaane Usse Paase Wafa Tha Ya Na Tha
Tum Faraz Apni Taraf Se
Toh Nibhaate Jaate
Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate
Warna Itne Toh Maraasib The Ki Aate Jaate
اُس نے سبوتِ شب
میں بھی اپنا پیام
رکھ دیا
ہجر کی رات بام
پر ماہِ تمام رکھ
دیا
آمدِ دوست کی فراز
پوری وفا میں گرم
تھی
میں نے بھی ایک
چراغ سا دل سرِ
شام رکھ دیا
Uss Ne Suboote-e Shab Me Bhi Apna Payaam Rakh Diya
Hijr Ki Raat Baam Par Maahe Tamaam Rakh Diya
Aamade Dost Ki Faraz Poore Wafa Me Garam Thi
Maine Bhi Ek Chirag Sa Dil Sare Shaam Rakh Diya
شدّتِ تشنگی میں بھی
حیرتِ مہ کشی رہی
اس نے کو پھیر
دی نظر میں نے
بھی جام رکھ دیا
اس نے نظر نظر
میں بی ایسے سخن
کہے
میں نے تو اس
کے پاؤں میں سارا
کلام رکھ دیا
Shiddate Tashnagi Me Bhi Gairate Meh Kashi Rahi
Uss Ne Jo Pher Di Nazar Maine Bhi Jaam Rakh Diya
Uss Ne Nazar Nazar Me Hi Aise Sukhan Kahe
Maine Toh Uss Ke Paao Me Saara Kalaam Rakh Diya
میں نے تو سب
اصحابِ جام بر سرِ
عام رکھ دیا
اب کہ بہار نے
بھی ایسی شرارتیں کی
بس
کب کے دریح کی
چال میں تیرا کلام
رکھ دیا
Dekho Woh Mere Khwaab The Dekho Ye Mere Zakhm Hai
Maine Toh Sab Ishaabe Jaam Bar Sare Aam Rakh Diya
Ab Ke Bahaar Ne Bhi Aisi
Sharaarate Ki Bass
Kab Ki Dareeh Ki Chaal Me Tera Kalaam Rakh Diya
اور فراز چاہیے کتنی
محبتیں تجھے
ماؤ نے تیرے نام
پر بچوں کا نام
رکھ دیا
اُس نے سبوتِ شب
میں بھی اپنا پیام
رکھ دیا
ہجر کی رات بام
پر ماہِ تمام رکھ
دیا
Aur Faraz Chahiye Kitni Muhabbate Tujhe
Maao Ne Tere Naam Par Bacho Ka Naam Rakh Diya
Usse Suboote-e Shab Me Bhi Apna Payaam Rakh Diya
Hijr Ki Raat Baam Par Maahe Tamaam Rakh Diya
0 Comments